Showing posts with label Mithoon. Show all posts
Showing posts with label Mithoon. Show all posts

Ek Villain Zaroorat Song Lyrics

Movie - Ek Villain
Singer - Mustafa Zahid

Lyrics of Zaroorat by Mustafa Zahid From Ek Villain :

Yeh Dil Tanha

Kyu Rahe

Kyu Hum Tukdo Mai Jiye

<x2>

Kyu Rooh Meri Yeh Sahe

Mai Adhoora Ji Raha Hu

Har Dam Yeh Keh Raha Hu Mujeh Teri Jaroorat Hai

Mujeh Teri Jaroorat Hai <x2>

Yeh Dil Tanha Kyu Rahe

Kyu Rahe

Kyu Hum Tukdo Mai Jiye
Kyu Rooh Meri Yeh Sahe
Mai Adhoora Ji Raha Hu
Har Dam Yeh Keh Raha Hu
Mujeh Teri Jaroorat Hai
Mujeh Teri Jaroorat Hai

Andheero Se Tha Mera Rishta Juda
Tune Hi Uzaalo se Waakif Kiya
Ab Lauta  Mai hu Andheero Mai Phir
Toh Payaa Hai Khud Ko Begana Yaha

Tanhayii Bhi Mujse Khafa Ho Gayi
Banjaro Neh Bhi Thukraa Diya

Mai Adhoora Ji Raha Hu
Khud Par Hi Ek Saza Hu
Mujeh Teri Jaroorat Hai
Mujeh Teri Jaroorat Hai

Tere jism Ki Wo Khusbuae
Ab Bhi En Saanso Mai Zinda Hai
Mujeh Ho Rahi Unse Ghutan
Mere Gale Ka Yeh Fanda Hai

Ho Teri Chudiyoo Ki Wo Khanak
Yadoo ke Kamre Mai Gunje Hai
Sun Kar ise Aata Hai Yaad
Haatho Mai Mere Janzeere Hai
Tu Hi Aake En ko Nikal Jara

Mai Adhoora Ji Raha Hu
Yeh Sadaye De Raha Hu
Mujeh Teri Jaroorat Hai
Mujeh Teri Jaroorat Hai [Repeat]

[Beat] Zaroorat Song Lyrics Ek Villain Movie

Zaroorat Full Song with Lyrics | Ek Villain | Mithoon | Sidharth Malhotra



O Humnavaa Lyrics Samrat & Co.

O Humnavaa Lyrics

(Gajendra)
Waise toh Jahaan mein
Dagaa Dar Dar pe hai
Par Mujhe Mila, Who Dost hai
Jiski Nigaah Nirdosh hai
Farishton Jaisi Soch hai
Nahi Who Bewafaa..
(Mithoon)
Woh hai Bhala, Who hai Bhala
Woh hai Bhala Hardum Woh Bhalaa
(Chinamyi)
Kis Tarah se Shukra Tera Ab Adaa Karu Main
Kis Tarah se Shukra Tera Ab Adaa Karu Main
Iss Mohabbat ka Harjana Kis Tarah Bharu Main
Khaamosh Reh kar bhi Keh Gaye
Dariya sa Dil tak Beh Gaye
Tum par ho raha hai Pura Aitbar
(Gajendra)
O Humnavaa Rehnuma
Tumsa hai Dost Kahaan
O Humnawaa, Humnava..
Rehnuma, Rehnumaa..
Tumsa hai Dost Kahaan
(Mithoon)
Woh hai Bhala, Who hai Bhala
Aaa..
(Chinamayi-Gajendra)
Ishq ka Bas Naam liya
Maine Samjha nahi tha Isey
Tune Sikhaya ki ye hai Ibaadat
Rooh ki Bhaasha hai Yeh
Teri Badaulat Payi Who Daulat
Jo Mili na Mujhko Kahin
Jazbaat Hadd se Badne Lage
Dene Lage ye Sadaa Tujhe
Har pal hai Zaruri Ab Tera Deedar..
(Gajendra)
O Humnavaa Rehnuma
Tumsa hai Dost Kahaan
O Humnawaa, Humnava..
Rehnuma, Rehnumaa..
Tumsa hai Dost Kahaan
(Mithoon)
Who hai Bhala, Who hai Bhala
Who hai Bhala Hardum Who Bhalaa
Aaa..